Before Breeding And After Breeding What Should Do For Your Budgies


Bohat sara naya breeder ko pata nahi hai kaisa ak successful breeder ban sakhta hai.To may yaha por kuch
tips up logo ko batana bala hoo,jo ke up ko kam pa ayga.Yaha por may do bat bata na chata hoo.1- Breeding start karna sa pahla  keya karna chaia or 2-Breeding karna ka bad motlob egg sa baccha nekhal na ka bad keya karna chaia.

1.        Breeding start karna sa pahla keya karna chaia- Sobsa pahla dhayn may rakhna hoga jo pair ko breed may dega uska age kom sa kom 8 sa 9 month hona chaia or birds ko koi bimari nahi hona chaia.Kom age ka birds ko breeding nahi karana chaia isma upko accha breed nahi mela ga.To adult birds koi breed pa dena accha hai. Bohat sara birds joldi pair nahi banta to uska lia dono birds ko separate cage kar ka aki place may rakh na chaia kuch din,iska bad phir sa dono birds aki cage may dal do,isma joldi pair ban jaiga.Iska bad kuch medicine up ko dhayn may rakhna hoga jo ke breeding ka time pay bohati joori hota hai.Calcium ka lia MACALVIT,multi vitamin ka lia VIMERAL and LIV.52 jo ki liver ka lia bohati accha hai.Medicine ka sath sath vegetable vi birds ko dena chaia jo ke birds ka lia bohati joori hai.
1.        Egg sa baccha nikhal na ka bad keya karna chaia - Job egg sa baccha nikhal jata hai tob birds ka khana ka upar jada dhayn dena hoga kewki birds jo khata hai uska baccha ko vi ohi khela ta hai.Is time jada tar soft type ka food dena chaia jaisa ke boild wheat,soft moong,boild rice,egg food,isma baccha joldi bora hota hai or uska health vi accha rahaga.

No comments:

Post a Comment